Qomihub Qomihub Jobs, News, Islamic Content, Education & More
🔴 Latest
“

When the world pushes you to your knees, you're in the perfect position to pray.Hazrat Ali Ibn Abu-Talib A.S”

💬
“

Nothing hurts a good soul and a kind heart more than to live amongst people who cannot understand it.Hazrat Ali Ibn Abu-Talib A.S”

💬
“

Hamesha aise shakhs ko chuna karo jo aapko izzat de, kyunki izzat mohabbat se kahin zyada khaas hoti hai.”

💬
“

Jo insaan kisi ke ehsaan ka shukar guzaar nahi hai Wo aainda zaroor us se mehroom ho jaata hai”

💬
“

Jb kisi ko kisi se rishta khatam karna ho to Sab se pehle wo apni zaban ki mithas khatam karta hai”

💬
“

Jese taqdeer pe yaqeen hota hai Wo apne upar nazil hone wali Museebaton se nahi ghabrata”

💬
“

Insaniyat bht bada khazana hai Use libas mein nahi, insaan mein talash karo”

💬
“

Duniya mein hazar rishte banao, lekin ek aisa rishta banao Jab hazaron aapke khilaaf hon, Toh woh ek aapke saath ho.”

💬
“

Jis se mohabbat ki jaye, us se muqabla nahi kya jata. Kisi ko pa lene mein mohabbat nahi, balkay kisi ke dil mein jagah bana lene mein mohabbat hai.”

💬
“

Dost k sath as namak ki tarah raho jo khane mein dekhai nahi deta, lekin agar na ho to us ki kami bohat mehsoos hoti hai.”

💬
“

Logon se yaad karne ka shikwa mat kar, kyun ke jo insaan Apne Rab ko bhool sakta hai, woh sab ko bhool sakta hai.”

💬
“

Preshaniyan halat se nahi, khayalat se paida hoti hain.”

💬
“

Agar tum is waqt muskura sakte ho jab tum poori tarah toot chuke ho, to yakeen jano duniya mein tumhe kabhi koi nahi tode sakta.”

💬
“

Achay logon ka tumhari zindagi mein aana tumhari qismat hai aur unhein sambhal kar rakhna tumhara hunar.”

💬
“

jb insaan ki aqal mukammal ho jati hai to us ki guftagu mukhtasar ho jati hai”

💬
“

Lgon k ghulam mat bno jab, Allah ne tmhe azad paida kya hai.”

💬
“

Jhoot bol kar jeetne se acha hai Tum sach bol kar haar jao.”

💬
“

Sb se zyada ghani wo shakhs hai jo Allah ki taqseem par razi hai.”

💬

You May Also Like